Wednesday, 24 July 2013

America ka kehna hy k pakistabn ka istehkam

WASHINGTON: America ka kehna hy k pakistabn ka istehkam,Afghanistan main aman k lia intahayee aham hy.Jaan Keri ka kehna hy kjald pakistan ka doora kren gaye.

Washington main Mehkama Kharja ki Breefing k doran Tarjuman Jen Psaki ka kehna k America,Afghanistan main qiyam-e-Aman k lia pakistan ko apna ahma ithadi Samjta hy.Pakistan k Mashir Kharja Amoor Sartaj Aizi k Halia Doora Afghanistan Se Mutaliq Sawal ka Jawab daity Hoye Terjuman Ka kehna tha kPak Afghan Tauluq ki mazboti k lia uthaye jany waly her qadam ko intahayee aham samjty hain.Tarjuman ne bataya k Amricki Wazir-e-Kharja John Kerry jald pakistan ka doora kren ge.Lekin Filhal Koi Hatmi Tarikh Ni De jaa sakti.

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Favorites More